Re: Next Dubai GS MEET…
Yeh aapkay andoun ka kiya chakkar hey
Aur haan agar aa’oo tou apney andoun ka “Bill” saath main laana na bhoolna…
verification k liya Dubai airport par zaroorat parr sakti hey… Khair aap ko kiya batana - aap tou MashaÁllah say Kaagzi karwa’ee main perfect ho… ![]()