Next Dubai GS MEET...

Re: Next Dubai GS MEET…

Aur agar Shalwar Kameez White ho tu kiya hi baat hai. Ayaz Bhai meray pass White S K tu hai magar meri sab ki sab waist coats jo k main KHI main shooq say pehanta tha waheen hain yahan kabhi zaroorat hi nahi pari. So White S K say hi kaam chala lain gay.:slight_smile: