Newbies just get ignored by many ....

Nazz…agar Mujhe maafi di jaaye to main kahunga ki yeh baat puri tarah sachch hai ki aap ek Chronic flooder hain jo apne posts mein itni saari smileys include karti hain ki puri posts mein words kum or smileys zyaada nazar aati hain…aapko kitni mehnat karni padti hogi na in sabka code likhne mein…Main to aapki dedication ka murid ho gaya hoon!

Aur achcha hua aapne clarify kar diya ki woh seemingly bold cheez sirf ek innocent hug hi thi warna Gaia kaisi kaisi baatein kar rahi thi!