Nazz
February 25, 2009, 10:47am
135
Salaamz i’m a noob. Just joined a few days ago actaully.
Already people are fammiliar with my fanatic antics.
Soono meh Pakistani hu
kya baat hai bahyaa?
Meh koy jinn naheen?
Insan hu main, or yeah be liklo ki mai Sharabee ho
Aziz mian ka fan hu main.
Goan mera Rawalpindi mein hain. Aur ik Gar mera Islamabad me bhi. Lekain ab me England retha hu. Parnay kilye aya hoon. Is ke baad me wapis Pakistan jahoon ga Insha-Allah hamisha kilye. Muje England nahin passand. Wapis Pakistan me Engineer ka kaam karoo ga. Kise go Engineer chayai?
Welcome Faris … engineer…haan chahiye … kaunsi speciality (Male breaking bones, fixing retarded brains, deformation…) …mai hoon nah aapko hire karne ke liye