Re: New Year Resolutions
Koi churail aashiq ho gai hay kya? PaauN bhi murray hoye haiN uskay?
Aur muj say to esay pooch rahey ho jaisay meri biwi koi jin ki bachi hay, LOL.
@ASN: yaar pah, one day I’ll beat you, but that day may never come, ![]()
@Catchme: Zinda ho abhi kakay mannay?
@K337: Tumhay flood say kya faraq parey ga, Pengus to waise hi kamal ki swimmers hoti haiN, ![]()