Re: Neend
daaNt masha Allah seHatmand aur vaDDe vaDDe haiN…masha Allah. Elephant se toothbrush udhaar le kar kia daaNtoN kii safaaii kartii haiN? ![]()
yahaN raat ke 2:30 ho gaye…subHo meN job par jaanaa hai is liye ab ijaazat chaahuuNgaa.
apnaa Khayaal rakhiyegaa…Allah Haafiz,
**
Good Night/shab-ba-Khair/shaubh-raatrii** ![]()