Need help

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

name likh dijiay jis jis se narazghi hia ta k sab chanda ikhata karenap ki ice k leay btw aj yahan kafi ice jama ho rehi ;)
[/QUOTE]
itni bari book khareednay k liay bhi to pehlay chanda jama karna hoga na jiss par names likhonga :p :D

nai main nahi naraaz kisi say bhi...aur jin say hoon wo dost nahi :p
aur kaisi hain aap ? ... ji haan yahan bhi golay ganday ban rahay hai :D

PS: UlloJi...abb aap aik pic choose karlain aur new thread kholain :p

[QUOTE]
*Originally posted by Koyal: *

shhhhhhhh bhanda na phoreiay ksi ko pata nahi tha siwaiey hamarey ab ap ko be pata chal gaya shhhhhhhh...:D
[/QUOTE]
wiasay yahan aap k aur meray ilaawa koi nahi :D Ulloji hain wo ice cream lainay gayay hain :D

dhoti ka bara experince hai ap co :hoonh:
ps: ata bhai ya lo ice cream tu nahin lakin…toffy hai khaa lo :smiley: %%/

:hehe: tha nahi abhi ap ki photo dekhi tu yaad aia…:smiley:

ahista boliay na dewarooN k be kaan hotey haiN..:smiley:

PS: aj hamari jan-e-jigar ap k shahr gayein hain shadi pe job na hoti tu hum ne be ana tha isi bahnay ap se be mil laietey..aur wo book khud apnay hathon se publish karwa laitey but wah re :smack2: kismat

waisay aik sawaal hay…:bummer: yeh deewaron kay kaan hotay kaisay hain ? :stuck_out_tongue:

hain aap ki jaan-e-jigar kon ? aur wo bhi hamaray gareeb khaanay I mean city ??? kon kab kahan ? bataya q nai ???

hyy hathon say…:smiley: to qismat ko kia howa ? :frowning:

Ullo Ji, us ice cream ka abb to juice ban gaya :smiley:

main nay kabi zindagi main nain pheni :hoonh: vo to pic theek nahin the is lieay..is tara ke de :stuck_out_tongue:

ata bhai…ice cream say jouce acha hota hai :stuck_out_tongue:

ok one jug mangoe juice plz and 2 glasses :smokin:
(koyal is here too )

haan na photo k agay parda dekh k andaza ho he gaya tha muj ko k pahli dafa pahni hia:rotfl: :rotfl:

g hamari jaan-e-jigar best freind wahan gaien hain ap ko kesay batatey ap ko tu :snooty: se fursat ho tu ap ko koi kuch kahay be ..:slight_smile:

ap k shahr gaien hain MI

Its unfair really aap ko batana chahyay tha :frowning: and …:bailan: main kab tha :snooty: ??? yeh ilzaam hay jidje sahib…mujhay insaaf chahyay…
nai sachi main nahi hota na naraz…bz hota hoon ya reply karna bhool jaata hoon…but no snooty…really …aur wo bhi aap say nope! :stuck_out_tongue:
kon waisay ??? moon face ?

lagta tu asiay he k aik wahid akloti koyal hia shaied jisay sab reply karna bhool jatey nahi moon face tu net ki jaan-e-jigar hain an wo real life ki jaan-e-jigar ..:slight_smile:

ata bhai ap k lieya tu theek hai. but koyal :nono: us say mari dushmani chall rhai hai.. :snooty:

main nay koui dhoti watti nain pheni acha :hoonh:

dhoti hawa ki wajah sey urr gayi hogi, issliye neechey sey tasveer kaatni pari :rotfl:

p.s. kyon ullu bhai :halo:

arrey nai yar aisa na socha karain plz :flower1: oh acha wo bhi nahi then must be friend or cousin hay na :slight_smile:

Ullooji,
yeh koyal ki dishmani ullo say :S

:eek: oye ullojee aap tu insaan ho :smiley:

yarr shirt k nechay dhoti ho sakti hai keya ?:halo:

:o janwar kab say Net par Aanay lagay :eek: