Re: need help w/ my english paper
Kabhi jo Aaana tum yahaaN tau yooN Aaana
haath maiN sawaalnaama liye chali Aaana
Kabhi hisaab maiN zarab taqseem kartaY Aaana
tau kabhi Angrezi hee kee ruT lagaataY Aaana
kiyaa yeh ho naheeN saktaa kaY jub tum Aaana
kabhi tau khaali haath hee chali Aaana
MangteY khaali haath naa loTaiN
khaali khooli Aaana, jholiyaaN bhar kaY jaaana
โ Fil badeeh Aamad - AQ ![]()