need help pls

nai dear, swimming to nai kar raha but lag raha hai k oily hai salan. wesay theek keh rahi ho theek hi hai. salan yummy bana hai.

wesay mein nay kahin parha tha k kesy oil kam kia jata hai kisi kushk (bina shorba) salan mein par bhool gai hun.

anyway thanks for your help.