Re: ~~~nazmein aap k naam~~~
**Suno
**mujhy tum dua dety ho na
ky
khuda tumhy hamesha khush rakhy
"Jahan bhi rakhy jisk bhi saath rakhy"
par na jaany kyoon
ess akhri jumly per mujhy
Baddua ka gumaan hota he !
Re: ~~~nazmein aap k naam~~~
**Suno
**mujhy tum dua dety ho na
ky
khuda tumhy hamesha khush rakhy
"Jahan bhi rakhy jisk bhi saath rakhy"
par na jaany kyoon
ess akhri jumly per mujhy
Baddua ka gumaan hota he !