Re: ~~~nazmein aap k naam~~~
yeah raat yeah tanhai
yeah raat yeah tanhai
yeah dil dharaknay k awaz
yeah san'nata
yeah doobtay taroon k
khamoosh gazal khawani
yeah waqt k palkoon par
soti hoi veerani
jazbaat-e-muhabbat k
yeah aakhri angrai
bajati hoi har janib
yeah maut k shehnai
sab tum ko bulatay hain
pal bhar ko tum aa jao
band hoti meri ankhoon main
muhabbat ka
ik khawaab sajaa jao...!!!