Re: NAZM IN DEAD VOICE.....
kafi derdnaak awaz hay... iss awaz main behtri laiyeen aur itnay sogawar na raha karain, Allah Malik hay her chiz ka!
maaf kejyega mujahy yeh samjh nahi ayi k app nay dardnaki ki tareef ki ahi k mazak uraya hai
behtri lanay say yeh matlab to nahi k aur dard shamil karlon awaz main
aur jaha tak sogwari ki baat hai to "udasi kum nahi hoti"
bay shak Allah har cheez ka malik hai