Uncle itna ghussa mat karain aur mairai post bhi zara aandhay aashqana pan say bahir nikal kar parh lia karain, mana kah being a Blind follower of PTI you can’t listen a single word about your so called PM of Facebook but kuch nah kuch to bardashat karain
Yes I agree that Ganja Showbaz Sharif is worst CM in History of Pakistan but IK kounsa chan charha raha hay KPK main, khali kholi batain aur aab kahta hay khatam kar doon ga assemably Punjab Govt key peecha choor kar KPK key taraf keon naheen aata yah ??? itna andha aashiqana pan sahat kay liye muzar hay wazarat-e-sahat :cobra: