Nawaz's Business Empire

Re: Nawaz’s Business Empire

BHai Mian,

Phapay KutiniyooN key taraah Isharay kinayooN maiN kya baat kertay ho!!! saaf saaf baat karo!!! apnay mahaan leader ko kahaiN kay yeh videos and information lay ker court chalay jayaiN aur Sharifs ko un key corruption key qaraar waqai saza dilwayaiN… app batana pasand karaiN gay kay Inqilaabi leader ko kiya cheez rok rahi hay SC kay darwaza khaTkhatanay say??? ofcourse ab app iss baat ka tu jawab nahi daiN gay… ulta aur anap shanaap bolna shoro ho jayaiN gay!!!

Ultimatum dayna aur phir un say bhagnay walay leader kay followers ko kam us kam soch samajh ker baat kerni chahiyee…