Nawaz Sharif should Resign !

Re: Nawaz Sharif should Resign !

Ameer ul Munafiqeen Siraj ul na Haq

Logon nay mandate diya hia… koi case sabit bhi nahi howa… aur baqi sab chezeain people aman committee ka tohfa hai.. karachi kay awam ko… jao jakay apnay zulfiqar mirza aur target killer ozair baloch kay bayan dekho..

yeh sab kach ajj karachi kay awam kay sath horaha hia…