Navaidishere: Wheres he gone?

Nain main nain to kuch naheen kaha meray munh pay to talay paray huway hain. Suchchi qasam lay lo.

Kaho to aap kay sir ki qasam kha loon. Mazay ki hi ho gi itni genius jo hain.

Ziada naheen socho pighal kar dahi ki mafiz bah jaay ga.