Tum loag bhi baray loag ho insaan kay peechay par jatay ho.
Ki farq painda hai larka hoon kay larki
Agar kahoon na larka hoon aur na larki to?
Agar kahoon larka bhi hoon aur larki bhi to?
Shadi wadi karnay ka irada hai to bata do. Larki ho gi to larka bun jaoon ga.
Larka ho gay to larki bun jaoon gi. Masla kia hai sirf ga aur gi ka hi farq hai na.
Now you pick 1 for me.
What you want larka aur larki.