Re: Naswaar!
.
oye haan oye ![]()
Saudia pe aik joke yaad aaya
Khan sb Umrah pe saudia gye tou airport se nikalte e naswaar ka dil kia
Pooriya nikali aur lge khane tou aik police wale ne roka aur arbi mein kch manoo shamnoo kaha
Khan sahb tawajjuh se sunte rhey baad mein usey galey lga lia
Kehne lagey :
Yara tm ne tou hamara dil jeet lia, hum ko pta ni tha Islam mein bhi naswaar ka itna ziada zikr hai
![]()