Re: Nashta
lol…lucknow waale ko bataa rahii ho k Karachi waale kia kahte haiN…balaaii bigRaa huaa naam hai malaaii kaa…chuN k yeh doodh ke oopar paayii jaatii hai is liye log ise Ghalatii se baalaaii [upper] kahne lage…yeh Ghalat ul awaam hai
asl lafz malaaii hai ![]()