Nashta

Re: Nashta

to kisii aur ne tum se apnii baat manvaaii? tum ne kia kabhi kisii se nahiiN kahaa k…“aap ne apnaa ulloo seedhaa kar liyaa!” :smiley: vaise, kaam kisii kaa nikaltaa hai aur badnaam bechaaraa ULLOO hotaa hai…not fair! :smiley: