**Yaar Colonel Aab Khan Baba Key Narial’s say Muhabaat Ka Undaza Lagao kah uss nay apnay Resturant Kay Oper Narial Ka Naam Likhwa Kar Uss Key Free Entry Kar Wa Di hay …
**
**Narial Bachooo : Aur Apni Pic Post Kar Aab Pathan Chokidaar Say kaisay Bachay Ga to **
Khan baba kay restaurant main meri entry zahir hai freeeeeee tu ho ge na kion kay main nay khan baba aur sannan ka milap karwaya hai. tum khan baba ko choor kay tripoli bhaaggg gaay thay magar main nay do piyar karnay waloon ko mila diya.
**
My conductor To Phir Tum Nay Maan He lia kah Tumhari Khan Baba Kay Hotel main entry free Hay Kitni Dafa Jatay Ho Wahan Par …
Khan Baba Dewanoon Key Tarah Sirf Tumhara Naam Laitay Hain Aur Tum Zabardasti Meray Sir Kar Rahay HO **
Waisay Yaar Tumhain Pailnay Walay Chokidaar Nay Akhar Kar Tumhain Pakra He Lia …Woh bata Raha Tha kah Tumhain Kafi Tankay Lagwanay Prain Hain Keonkah **Khan Baba Aur Chokidaar Nay Akhathay Tumhhain Paila Tha ** very sad … Aur Jao Tum Free Kay Chakr Main Wahan
Khan baba dewanay ke tarahn mera naam laytay hain kion kay main nay aus khan chokidar ko aun kay bhicharay lover sannan darling say jo milawa diya hai. Ab appna function khan chokidar kay amnay karna akaylay main khooooob anima milay ga.