**MKD! **this information will become false if u pass it to other and i hope u didn’t passed. Baqi Allah SWT qabool karny wala hay. 3 bar surat-Al-Fateha k pharnay ka kahi bhi zikar nahi hay haan albatta vitr mein yeh start mein parhi jati hay jis ke saath pehli 2 rakat mein koi surah qur’an ki jab ke 3sari rakat mein takbeer ke baad dua’ qanoot.
**FT! **This we read when we r in position of Qaood after reading darood-e-ibrahim.
**Kinzz! **u must memorize dua-e-qanoot asap.
**SB! **Sufi_bhai! Dua-e-qunoot pharni chahiyeh. 
**BH! **
This is a non-stip Sadqa Jariya and it will stop on the day of judgement. Allah SWT! aap ko is ka ajar ata farmain Ameen
P.S. Agr hum namaaz mukammal kasho-wa-khadho ke saath nahi party to woh namaaz aik purani chadar ki tarha hamary moonh pr mar di jati hay. or phir aisi namaaz ka kiya faida jis mein banda apne haqiqi khalaq se na mil saky
