Re: Namaan-apna nick tau samjhao
:closed:
Re: Namaan-apna nick tau samjhao
:closed:
Re: Namaan-apna nick tau samjhao
MUSAWWIRI kahi hay bay!
tum operation samajh rahi ho ![]()
Re: Namaan-apna nick tau samjhao
samajh kahan rahee thee, hamara tou irada thaa ![]()
Re: Namaan-apna nick tau samjhao
wapis USI haalat main 'silayi' karogi ya ek aadh gurda wurda missing hoga?
pooch is liay raha hoon ke waseehat likh kar ayoon tumhaaray paas ya (bachnay ka) koee chance nahi hay?;)
Re: Namaan-apna nick tau samjhao
silaye karhayee ka tajarbah nahee, tou daykhein kounsa taanka kaha lagta hai ![]()
koi extra cheez dalwani hai tou bata dein siwaye dimagh kay :halo:
Re: Namaan-apna nick tau samjhao
yar.. operation ke baad silo gi nahi kiya?
Re: Namaan-apna nick tau samjhao
aap ka kiya khayal hai sabb kay samnay khoul kar rakh douN gi aaap ko :D
Re: Namaan-apna nick tau samjhao
mochi jab doctory karnay lagain YE kah kar ke jootay hon ke body, to main kia tawaqqo kar sakta hoon:(
:roman:
Re: Namaan-apna nick tau samjhao
mochi kis ko boula bay zara apnay jootay tou daykhou
doodh walay kaheen kay ![]()
Re: Namaan-apna nick tau samjhao
tumhari maathay ki lakeerein bata raheen hain bolo ya NA bolo, jootay tou parhnay ho hain, aakhir ko mouchi say takr lee hai ![]()
Re: Namaan-apna nick tau samjhao
![]()
chalay ga? ek bachi hay dibbi main .
Re: Namaan-apna nick tau samjhao
chalay ga ![]()