Re: Nam hee kafee hay
aur honey moon par.....yehhhhhhhhhhhh waddiiyaaaaaaaaaaaaaaN....gaya thaa :D
Re: Nam hee kafee hay
aur honey moon par.....yehhhhhhhhhhhh waddiiyaaaaaaaaaaaaaaN....gaya thaa :D
Re: Nam hee kafee hay
[QUOTE]
Good morning
[/QUOTE]
james _bhaand > good evening hamre teraf say ... kaisai ana hoa ?
Dada _abba > app ka show live araha hay is waqt gs per
[QUOTE]
aur honey moon par.....yehhhhhhhhhhhh waddiiyaaaaaaaaaaaaaaN....gaya thaa
[/QUOTE]
nahi honey per yeh gaya ho ga MAa ki dua poore hoye or humain itne pyaree Dadi mil gayee
Re: Nam hee kafee hay
![]()
Re: Nam hee kafee hay
wo to bass na hi poochoo :$
ji nai wo to pehlay ka gaana hay bongi :-p
tab yeh gaaya tha...
Jeewya Jeeway Jeeway Pakistan ... Pakistan...(repeat)
smanay walay school kay bachay bhi shamil hogaia thay :$
Re: Nam hee kafee hay
edit ..udher ka reply dher ho gya ..
app ki shadi hoye thee ya school ki Essembly?
Re: Nam hee kafee hay
ok edit then :-p
shadi to howi thi :$:$
Essembly banti chali gai :s
Re: Nam hee kafee hay
^ woh reply
Re: Nam hee kafee hay
Subah binaka shaam binaka
sehat ka pegham binaka
:whistling
Re: Nam hee kafee hay
^-- achaa ji **Afshaan **ko yaad kia jaraha hay :-p
Re: Nam hee kafee hay
Afshaan ko nahin binaka ko
Re: Nam hee kafee hay
^-- q? kia daant taiz karnay hain :-p
Re: Nam hee kafee hay
Ji haan kuch logon ka khoon peenay ka dil chah raha hai ![]()
Re: Nam hee kafee hay
Waves liyaa tau baat bani ![]()
Re: Nam hee kafee hay
Ji nahin...
Dawlance liya to baat bani
Re: Nam hee kafee hay
aww…nai na Anwaar to bohat acha bacha hay, maaf kardain ussay iss baar… aur waisay bhi uss main khoon kahan… traffic ka dhuwaan hi niklayaga :s
Re: Nam hee kafee hay
ji haan sikhain **AQ **ko,
taakay uss ki bhi 'kaheen' baat banay aur ham laddo khain :-D
Re: Nam hee kafee hay
aap bhool rahay hain, ab Anwaar karachi main nahin hai.
ab khalis ghiza khata hai
![]()
Re: Nam hee kafee hay
aray main ladu to nahin pooray pooray walimay ka intezar kar rahi hoon.. yeh hai ke qaboo hi nahin aata
Re: Nam hee kafee hay
lekin hamara munna bhai, bara to karachi main hokar gaya tha na :s
Re: Nam hee kafee hay
munna hamara phoolay phallay