Re: NAJIAH
ok … main clear karti hon… 
aap khud singing kar k dekh len… answer khud ba khud mil jaye ga 
in wordings ki sense kia ban rahi hai ??? hmmmm …??
yahan kia test ho raha hai :Dblank fill karne ka
aap **… **main **jado **or **chahaton **fill kar k dekh len… answer mil jaye ga
aur agar aise bhi samajh na aaye .. to abhi ga kar dekh len 
aur ye aik new word aya hai shaid chadon…