Re: NAJIAH
acha hai..
itna to aaj kal sab hi dekh lete hain ![]()
itni insult hone k baad to insaan ko sudhar jana chahiye …
jalal ne achi khasi us ki izzat afzayi kar di hai .. per ye sumbul bhi dheet hai…
sumbul se mistake nahi ..bohat bara gunnah hua hai ..
apna husband chor kar chale jana ..aur phir aik saal baad aa kar us per apna haq jatana … sirf aik mistake hai aap ki nazar main ???
wah wah! naveed aur sumbul khush
n jalal aur najiah?? na khush??
wo aur kisam k aadmi hote hain jo 2 biwiyan face kar sakte hain …
jalal mehmood nahi ![]()