Re: NAJIAH
yahan per school khul gaya hai … montessori ki classes ho rahi hain… especially maths ki ![]()
aur is class main… 007 aur fairy no.1 ne phir se admission le liya hai ![]()
kis ko khush fehmiyan ho rahi hain k beenish un se baat bhi kare gi ![]()
najiah is kabil nahi hai k us per discuss kiya jaye
aap hi to sab se agay hain