Re: NAJIAH
yeah U r rite… tight hairs bandh kar woh achi nahi lagti.. is k baal hi to ache hain… bas kahin cut na karwa le
.. q k zada tar showbiz main fashion k maare females artist baal cut karwa leti hain jis se woh overall buri lagne lagti hain