NAJIAH

Re: NAJIAH

ye yahan ho kia raha hai.. :grumpy:.. aap log bilkul apni limits cross kar chuke hain.. aik yahan jo friendly atmosphere tha .. us ko aap dono ne kharab kar dia hai .. 37 pages tak ki saari mehnat or respect sab mitti main mil gayi..

kam se kam aap log hamari guest Joyzz ka hi khayal kar len…:hoonh:

hope both of U understand