Re: NAJIAH
W.salam n welcome here ![]()
U were looking beautiful in Dil Diya Dehleez n Najiah ![]()
aap apne upcoming projects batayen.. hum tv per?
dobara zaroor ayen plz … aur saath main apne co-stars ko le kar ayen..![]()
especially Farhan ali agha, Faisal shah, Hiba Ali n Beenish chohan
humari duain aap k saath hian… khush rahen … ![]()