Re: nain…
looks around
Shareef ko saath mai nahi laaye? ![]()
Re: nain…
looks around
Shareef ko saath mai nahi laaye? ![]()
Re: nain…
abhi inaam kahan lagaya hai. jab woh lagain gain to phir maza aye ga na ![]()
Re: nain…
Manvanay k ka’ee tareeqay hain humaray paas ![]()
Re: nain…
acha jee
hum bhi dekhain tareekay ![]()
Re: nain…
Uski fees hoti hay … free main naheen bata sakta ![]()
Re: nain...
koi sample work nahin hai kya?
Re: nain…
^Jee naheen sample daikh daikh kar log hoshyaar ho jaatay hain AUR phir fees hazam … chalo kado fees ![]()
Re: nain…
Hahaha ![]()
Re: nain…
kal aana tha…jumay kay din bheek nahin milti ![]()
Re: nain…
Buhat tajruba hay tumhain …kab say bheek maang rahi ho
+ ![]()
Re: nain…
![]()
i just made a documentary on this stuff…isi liye pata hai ![]()
Re: nain…
yaar documentary ka subject main thori thi, woh to HHL tha ![]()
Re: nain…
HHL ko wheel chair par bittha kar tum nay naya dhanda shoro kar diya ![]()
mayri naak katvaa di ![]()
Re: nain…
yaar agar tumhain cut chahiye tha to batana tha na. yeh muun bananay ki kya zaroorat hai? ![]()
Re: nain…
Khair ab tou tum kamao poot ho ga’ee ho
..kitna kama layti ho din main ![]()
Re: nain…
kyon…income tax walon ko report karna hai kya ![]()
Re: nain…
Nahen na … Tumharay saath Sheyn k liay aik thiya lagvaana hay ![]()
Re: nain…
thiya? :aq:
Re: nain…
^:smack: tumhain urdu nahen aati ![]()