Re: Nahinnnnnnnnnnnnnnnnnn
meray pass bhi 2 frames hain..par jab main houston aa rahee thee Pakistan sey tou ek din main banwaai thay 2 frames par theek sey nahi banay thay..:(
contact lenses sey bahtar tou glasses hotay hain..main contact lenses nahi pahan saktee mujhay infection hojata hai..
prince ali left eye ka 2.00 aur left eye ka 1.75 hai aap banwa kar daingay kya? :p