naam likhna bhi mera likh ke mita bhi dena

Re: naam likhna bhi mera likh ke mita bhi dena

**khat bhi likhna usse mayoos bhi rehna uss se
jurm karna bhi magar khud ko saza bhi dena

mujh ko rasmoon ka takaluf bhi gawara lekin
ji main aaye tu yeh deewar gira bhi dena**

Bohat khoob hafiz jee.