agar mai bathou phir sab mujhe zalim kahengay
so koi baath nahi ![]()
kyoon ji aysee bhee kya zalmana soch hay aapki
bataa do Bhai jaan:) aap kee soch kaa hee pataa challay gaa naa agar aap bataaien gee:) … humm mind nahin kartay … doosroun kee soch par humm mind Q karain:p sochnay kaa muqaam hay;)
wasay yeh mujay kisi Gadhay ki naak lagti hai ![]()
bata to chuka hay bechara gadha ke ye unki hee nak hay
pata hai mujay …itni bhi duffer nahi mein ![]()
phir kitnee ho:p?
thori se :(