Re: Naa Nau ma'nn teyL ho gaa, naa raadhaa naachaY gee...
asal yeh sara qasoor MEHngaaye ka hay
tail itna mehnga ho gaya hay k bas
ab radha ko jub kaheen say 9 man ka tayl mil jayee achanak to woh naachay na to or kia keray
lakin raadha kay naachnay say bhi nuqsaan hay ....logoon kay fitnay main mubtala honay ka
to bas na no maan tayl ho ga na raadha naachay gee
chai