Na Laiqonnnn!!!

Re: Na Laiqonnnn!!!

Multinick walay unkilon kay ABBA JAAN..aab bhi koi multinick walay hain..jo yahan tashreef lay aai hain..:rolleyes: tobah hai gs ka kya haal hoga..

Re: Na Laiqonnnn!!!

to unkilon ke abba jaan yea sab uncle aap hi ke kaarnamon ki dain hain to phir plz kuch aur naam hi rakh laitey yea uncle h zuroor rakhna tha :rolleyes:

Re: Na Laiqonnnn!!!

:ahaa: Mujhay tou yeh koi bara hi game maa’loom hota hey… :bravo:

Ya phir shayed yeh “Unkilon kay Abba Jee” apnay nalaiqoon kay liya “Na-Laiqanney” dhoond-ney aaey hain - agar yeh baat hey tou Larkiyoooo, Bhaagoo yahan sey… :sheen:

:jhanda:

Re: Na Laiqonnnn!!!

abba jaan ki aatay hi main pooch loo ga!

Re: Na Laiqonnnn!!!

mujhey to yea sab unkilon ke abba jana nahi lagtey kyoonke sab unkils to punjabi mai baat kartey hain aur yea urdu mai weired :confused:

Re: Na Laiqonnnn!!!

Masha’Allah aap tou baray ba’Ikhlaaq aur Ba-Tameez maloom hotay hain… :blush:

Laal-Gulab: tumhain kaaunsa chahiya? Urdu wala chahiya toy Hawker lay lou aur Punjaabi wala chahiy tou Walker ley lou…

:desimunda:

Re: Na Laiqonnnn!!!

kion key main abba jaan ka bara beta hoon
:smilestar: main kunwara hi teekh hoon
redroses koi aur uncle doondh lain

Re: Na Laiqonnnn!!!

haw hayee yea aap logo ne kia samjahrakha hai mai kia yahan uncle dhoondney aii hoon khair se abhi mairey itney burey din nahi ayee :snooty:

aur na hi mujhey zuroorat hai kisi uncle ki :smack:

Re: Na Laiqonnnn!!!

Tou Kitnay Burey din hain :konfused: :confused:

:smiley:

Re: Na Laiqonnnn!!!

:smack:

:aj:

Re: Na Laiqonnnn!!!

present :/

Re: Na Laiqonnnn!!!

Janab qibla Ranger Bhai jaan, yeh naacheez douno categories main fit aata hey, lehaaza agar aap mujhay recommend karr hi rahay hain tou donou categories main karin, zarrah nawazi hogi.

And by the way, dont even think to doubt on my angreji :wink: You can recommend me there as well :snooty:

:Pagri:

Re: Na Laiqonnnn!!!

BAS BAHOT BUREY DIN HAIN :bummer:

Re: Na Laiqonnnn!!!

Sharam nahi ati abbay ko martay ho:naraz:

Re: Na Laiqonnnn!!!

Abba G, O’ tuannu ishaara day reya see kay uss di apni kuTT lagai jaey. Aaj kal kam he eho jerrhay pia karr da hey :frowning:

Kal raati tay assi saaray paravaan mil kay Havailee vich aey gaana gaanday saan:

Kinnay mera paiya kutteya
Kinnay eday uttay hath sutteya…

:Pagri:

PS:
Ammi hazoor di tabiyat tay theek hey na :smiley: