cute:hehe:
main to khush hoon.. lagta hay rabii is not happy
*** hahaha.. maza a raha hay ... thanks rabiaa to introduce me here.. :) ...
[thumb=C]c-4.JPG[/thumb]
and..
[thumb=C]c-3.JPG[/thumb]
also..
[thumb=C]poetic.JPG[/thumb]
... enjoyyyyyyyyyyy ***
*** heheh.. aap ki wajah say hi hum cute ban rahay hain.. zarra-nawazi ***
:O
Kasssshhhhhhhifffffffffff ![]()
Tobah Allah miyan…yeh kia namoona banaya hai… mein ne bhi kyun introduce karva diya..
mujhe pata hota yeh bongiyan marni hai tu aap ko yahan se door door hi rakhti…
per ab pachtaye kia ho jab chidya chuk gaye khet ![]()
per Kashif meri pics post karna bund kar do acha…nazar bhi lag sakti hai mujhe.. ![]()
haan i know k hum khoobsurat hain…batane ki zaroorat nahi ![]()
aur tum mere WOH wale cousin ka peecha chod do..eik tum eik HH ..kitni buri baat hai.. us din mein apni cousin yani LADKI cousin aur khala se baat kar rahi thi … chchc bache kahan kahan tuk sooch leytey hain… ![]()
aur hamari khoobsurti ka raaz hum nahi batayein gay..![]()
Aap log bachay ho kia pictures dekh ker tu aisa hee lagta, I mean kids are the members of GS too. Amazing…
Aaj kay bachchay kitnay tez hain ![]()
![]()
hmmmmmmmmmmmm
ye tu mujhe maloom hai k agr rabia ko andehray mein dekho tu wo nazr hee na aay ![]()
waisay ap ko is k UN ka naam maloom hia?? ![]()
nazr aur tumhain lagay
hahahahaha what a joke ![]()
be-chari rabo ko bari khush femi hai… hayee choti choti hasratein ![]()
ye rabiaa har pic main different kiyon lag rahi hai? ![]()
rabiaa:
such keh rahhi hoon
D
WO wale ka mutlab WO WALE hee ota hai :halo:![]()
ladki cousin ka ladka bhai bhee tu ho ga na ![]()
*edited ![]()
Re: myself and a guppie RABIAA
kaaashif r u sure dark one is rubiaa not u,
:nahnah:
![]()
Vivo woh kia hai na, k hamare bbohat sare roop hain :Pretty:
per Asli wala Roop abhi tuk kissi ne nahi dekha…
aur yeh jo Kashif ne bongi mari hai na… is k bare mein tu ab kia kahon ![]()
khud hi sabit kar diya inho ne k mashallah kitne vadeeee tareen bongay hain.. k is bongaypan ko aur koi beat kar hi nahi sakta… chalo Kashif yeh kar k aap ne hamara tame bacha liya..warna hamey batana padta sab ko k aap hain kia.. ![]()
*** assi bongi naii marday ooy ***
*** chalo bongi hi sahi.. lekin mazaa aaya.. ***
Mr. Kashif.. eik jaga keh rahey hain k Bongi nahi marte dosri taraf keh rahey hain k bongi hi sahi maza aya.. decide kar lo kehna kia hai ![]()
waise bhi decide kia karna hai, sach chupate nahi chupta.. is liye yeh chupane ki koshish bhi na karein… ![]()
oy janab… tum iss ko bongi kehti ho aur hum in moments ko enjoyments main count kartay hain. sab k samnay main RABIAA say sorry kar raha hoon k agar uss ko koi baat buri lagi ho to.. aur agar buri nahi lagi to mujhay bata do rabii.. takay main aisa kuch karoon k tumhain bura lagay.. lolzzzzz.. ***
ji mein sach hi bolti hoon…is liye mein issey Bongi hi kahoon gi
aur wah kia enjoyment hai.. Allah rehm kare aap per…
aur acha kia k sab k samne hi sorry keh diya..hum bhi sab k samne maaf karte hain..rehm dil jo hoon..warna na karti..tu jao hum ne maaf kia.. tum azad ho, khelo kodo, nacho gao.. jo karna hai karo… ![]()
acha aur aisa kia karein gay jo mujhe bura lagey..itni aap ki himmat? aur agar itni himmat hai..tu theek hai, karo jo karna hai, hum bhi dekhein k kia kar leytey hain..per haan dehaan rahey, baad mein kaun pachtaye ga yeh zaroor sooch li ga.. ab hum chalte hain…
bye shye… takecare bhi
Allah hafiz..
ap donon bus larte rehna saree zindagi ![]()
aww
da kids are shoo cute MASHALLAH ![]()