My Wife

Bibi zaraa dheyan se wish karain :slight_smile:

Yaad rahey ke hamarey arbi bhayon ki 1, 2, 3,4 wives bhi hoti hain normally

Ye bhai saab koi ghareeb kisam ke arbi lagtey hian ju ek hi bewi ke gham main nidhaal howey ja rahey hain :frowning:

Allah inko bhi inkey baqi arbi bhayon ki tarha MCQs ata farmaye . ameen

ye tu hum hi shareef seedhey sadhey mashriqi mard hain ju ek hi begum ke nakhray saari zindagi uthatey rehtey hain :chai: