Re: -My URDU sux-
fine lagtay to naheen..![]()
Re: -My URDU sux-
fine lagtay to naheen..![]()
Re: -My URDU sux-
^^ kiyun naheen lagta ![]()
Re: -My URDU sux-
Agar aap sehal Urdu main guftago karain to har kisi kay liye pardhnay main asaani ho. Misaal kay taur par Cute Witch.![]()
Re: -My URDU sux-
phir shave kioon barhaee hay:eek:
Re: -My URDU sux-
Hum aap kay tarz e kalam say mutasir hovay...ab hum koshish karaingay kay Aasan aur sahal andaz e guftago ikhtiyaar kaarain taakay aapki tabiyat par naagawar na guzray:p
Re: -My URDU sux-
Taakay tum jaisay log mujh say dooooooooor rahain ![]()
Re: -My URDU sux-
oh urdu ko kharab na karain..mirza ghalib jaag jaian gay
Re: -My URDU sux-
mujh jaisay log door hee achay hain aap say
Re: -My URDU sux-
^^ Tum un ki qabar par jaakay rona mat tou waoh naheen jaagainay:hoonh:
Re: -My URDU sux-
Shukar hay koi tou door hatta ![]()
Re: -My URDU sux-
:rocketup:
Re: -My URDU sux-
funny that.
Re: -My URDU sux-
CW…yeh jug kon baantt raha hay ![]()
**
BB**…Itni firing na kari log Pagal samjhaingay :nono:
Re: -My URDU sux-
jee naheen khush hoon gay kay chaloo PK say jaan chootee
Re: -My URDU sux-
ITS my trophy. I am a champion.
Re: -My URDU sux-
^^kon si champion ...kis cheez ki champion aik jug tou humaray raqeeboo'n nay bhi laga rakha hay :D
BB.......abhi hum nay** JAAN **pakrri kab hay ...jab pakrraingay tou churra layna ;)
Re: -My URDU sux-
who is your rakeeb PK bhaiyaa?
Re: -My URDU sux-
^^ Do u know the meaning of raqeeb ??? ![]()
Re: -My URDU sux-
NO. dats why I am asking you.
Re: -My URDU sux-
Shukriya, nawazish. Is baat par mujhhay aik shair yaad aya.
Har baat pe tum kaho keh, too keya hai?
Tumhi kaho keh yeh andaaz-e-guftago keya hai?
Guftago ka funn yeh hai keh aap jiss say baat karo tau usi ki zaban main baat karo. Aur aap ko us zaban par maharat hasil ho.