Re: My sweetie pies…kiss
I bet your brother had fun while stepping on chicks ![]()
Shabaash cheetey ! chozey ki hadeyoon ka tu surma ban gaya hoga ![]()
Apney bhai ko meri taraf se thapki dena our bolna Gabbar singh Saaabaasi de raha tha
OMG - Tum bari zaalim ourat ho, billi our choza our khargosh saath saath :nono:
Younkey Yeh tu wohi misaal ho gai ke mad_scientist agar biryaani se dosti kar le tu khayee ga kia ??? bolo bolo !