** are bhai vo log ghar nai jaayeNge kiuN k ghar waaloN ko pataa nahiiN hai shaadii kaa...they will kill u too...aisa karna k tum na apni bhi shaadi kar lenaa usii din...ghar waaloN ko bataa kar taa k kam se kam shaadi ke ba'd koi ghar to ho jaane ke liye...Good Luck N Register with Kurripunjaaban's Marriage Bureau today! :)**
Chalo Accha Hai, Ghareeb Aadmi ka bhi Bhala Ho Gaya!
Ab teesri Shadi kar Hi Leta Hoon. Meri Sherwani Nai Ki Nai hai!