Re: My next-door neighbour’s fight with his gf
**
waah bhai, waah…u to baRe zabardast shaai’q-e-suKhan nikle. 'allaamah Iqbaal ke “saaqii naamah” se yeh band haaaaye kia kahne par afsos k yeh sinf-e-suKhan taqreeban naa-paid ho gaii hai. mujeh ab tak sirf do “saaqii naame” meri nazroN se guzre. 'allaamah Iqbal kaa aur mere vaalid e marHoom o maGhfoor kaa. aapkii nazar se guzraa koii?**