Re: ^^^ My New… ^^^
bus bhai apun khud bhe zabardast hai isliyayich apun ki har cheez eik dam jhakas hai…haan khoon ka run tau phir bhai zaroori hainaaa ![]()
hahahaa thankooo bhai tu nai mera boaht tareef kia ab koi sala teri paitee kia almari bhe dai tau mai nahi loongi