my nEw Pic !! (merged)

Re: sOme Of mA nEw n PasT PicZz

redrose - - - :bailan: tumnay meray pyaray say sentance ko dhooo dalaa :bummer:

MrFrudia - - - - yaar tusi hit ho , tusi fit ho , tusi chaaa gaie ho market wich . . . . yaar tareefoo ka shukreyah but but woh kia hai nah mera pait kharab ho geyah itne tareefay manay aik sath kabhi nahi suni nah :blush:

or raha bollywood tu bhai waha hum jeesay hotay hai but asay jhaga hotay hai jaha nazar nahi atay , means hero kay peechay peechay un ka makeup box lay kar bhag rahay hotay hai :slight_smile:

Re: my nEw Pic !!

Janwar Dhoom mucha ley dhoom :dhimpak:
hota hey kia Ishq
Ishq hota hey kia
Guppies say pooch lay :cb:

Yeh muchalatay hain kion ? :smokin:

Husn kay jultay hain kion? :faizy:

Dhoom mucha lay Dhoom :dhimpak:

Re: my nEw Pic !!

:eek: romantic lolll seriously itni funny dialogue maine kabhi nahi suna :rotfl:

Re: my nEw Pic !!

niyal = = = = dilbar maray kab tak mujhay asay he tarpaoo gaay , mai agg dil mai laga do ga jo , tu pal mai bekhar jaoo gaay . . . aik din aie gaa pyar ho jaie gaa . . . oooOOooOOo mai agg dil mai laga do ga jo tu pal mai bekhar jaoo gaay :blush:

Re: my nEw Pic !!

redrose - - - - tum par tu aik example hai urdu mai . . . . bander kia janay adrak ka mazaa :mocking:

Re: my nEw Pic !!

:nono1: no cheating .. song repeat nahin kerna

let me sing another.

gham-e0dil ko in ankhoon say chalak jana bhi aata hey

humain tarapna aur tarpana bhi aata hey :blush:

Re: my nEw Pic !!

aaie ho mari zindage mai tum bahaar bun kar , maray dil mai yoooo he rahna , tum pyar pyar bun kar :blush:

Re: sOme Of mA nEw n PasT PicZz

janwar its still better than pashto film heros jin kay peechay log unn kay lunch ka tiffin liye bhag rahay hotay hain :)

Re: my nEw Pic !!

tum jo keh dou tu chaand taroon ko toree looon gye main
inn huwaoon fizaooon ko more laaon gye main :D

Re: sOme Of mA nEw n PasT PicZz

:omg: Janwarrrrrrrrrrrrrrrrrrr, sexy tindddddddddd walay, 5abi , main, cheegum, tu aur fraudia bhai ek naye film main kaam karaingaye…uska naam hoga…4 gunjay hogaye nangay…:dhimpak:

Re: sOme Of mA nEw n PasT PicZz

mr-frudia = = = mari jaan pakistan appun tu kuch nahi . . . . app jesa ho agar market mai tu hum jasay janwaro ke value kaha :slight_smile:

malik - - - - abey yahoo :bhangra: bara maza aie ga . . . wesay appnay aik or ganjay ka naam mention nahi kara . . . . Faizy :dhimpak:

Re: my nEw Pic !!

jeeyah baykarar hai , aaie bahaar hai , aaajaa moray balmaa tera intazar hai :blush:

Re: my nEw Pic !!

darwaza bund ho na koi kirkhi ..
butaiyan jala dou ghar

anay wala hey koi :D

Re: my nEw Pic !!

hum tum , aik kamray mai bad ho , or chabii khooo jaie ;)

Re: my nEw Pic !!

acha apni baat na karain phir mujhe to adrak ka maza pata hai :snooty:

Re: my nEw Pic !!

red-rose = = = = adrak ka maza pata hai tu phir tum ko banana ka maza nahi pata ho ga :mocking: wesay im sure banana boohat shoq say khati ho ge . . . . coz monkezzzz lovin it :yummy:

wesay mazak kar raha ho dil par nah lena yaaraa :wink:

agar lena hai tu koie baat nahi :stuck_out_tongue:

Re: my nEw Pic !!

janwar tum aur main jaa rahay hoon jungle main aur agay shair ajaieye tu kia hoga :faizy:

:faizy:

Re: my nEw Pic !!

haan aap ne bilkul sahi kaha ke mujhey banana ka maza bilkul nahi pata kyoonke mai banaana nahi khaati pata nahi kyoo nahi khaati acha hi nahi lagta :bummer:

Re: my nEw Pic !!

niyal - - - - mai shair say bolo ga mujhay chor kay tum ko khaa jaie :stuck_out_tongue: but woh kia hai nah tum hazam nahi honay wali us ko :mocking:

so in last tumhay pyaray dil ke wajha say mai khud ko samnay kar kay kaho ga kay pahlay mujh ko khaa lo phir mari niyal par ankhay dalnaa . . . :blush:

red rose - - - - - tum ko banana pasand nahi tu phir kia pasand hai ? :konfused:

Re: my nEw Pic !!

oonchi hey biulding

lift meri bund

kaisay main ooaon

dil razamund hey :D