my nEw Pic !! (merged)

Re: my nEw Pic !!

unkle hawker - - - abey yaar marwaie gaa kia bhai ? ? :bummer:

mari wat lag jaie gee . . . . bhai Canada shift hona par jaie ga . . . jo mai nahi chata :stuck_out_tongue:

wesay bhaiyo wali neeghaa rakh mujh par sumjha :bailan:

chal aajaaaa sootaa maray :smooth: