aap to qareeb mein hi rehte hain hum aisha manzil pe rehte hain.aur cafe ek hi baar gai thee i sliye idea nahi hosaka ab dubaara ja k dekhungi aadat hotay hotay bhi waqt lagta hai to hosakta hai kuch waqt mein cafe achha lagne lagay.
Kiara - - - soun kar khooshi hoie kay app humhari neighbour nikle :) so abb tu app ko CAFE join karna paray ga . . . coz there is a big team waiting for u coz in khi ull find some many GS members there n yah we mostly arrange get to gather so INSHALLAh when we will arrange another guppies meet so we surly invites u :)
or im sure u would love cafe :)
blushing vision - - - - mari pyari bahan app ko hum is wajha say pasand hai kyun kay app kay hum bhai hai or bhai humheshah pyara he lagta hai :) hai nah :)
yaar dekho jo baat hai woh he baat hai , or jesay he woh baat zaban par aie ge tu baat ke phir bad mai koie value nahi rahay ge tu baat ko hum baato kay zaryah bahanay bana kar baat khatam kar detay hai warna log baatay banana shoro kar day gay . . . .