My New Look After Shave !!

Re: My New Look After Shave !!

Barbie Girl = = = mar khani hai kia :bailan: mai bethnay walo mai say nahi mai shadi par dance karnay walo mai say ho or in last khana khaa kar bhag janay walo mai say ho :mocking:

Scorpion AUNTY = = = sorry yaar manay dekha nahi appnay kia liekha tha warna app ke baat ka jawab zaror deta , asa ho sakta hai kay mai appni sab say bari dushman ko jawab nah do :stuck_out_tongue: wesay kasam hai mai app say rude nahi mazak karta ho but ap us ko sumhajti he nahi ho :frowning: khair mari badkismati :smack:

tata :wave: