Re: My New Look After Shave !!
Kiara jii . . . . . wesay shukar hai appkay nails chootay hai warna leenay kay deenay par jatay:) khair app karachi mai hai . . . . khooshi hoie yah jan kar kyun kay hum bhi karachi ke gaaliyo mai he paaie jatay hai . . . . . . . . . . . . . wesay humhara taalooq nazimabad say hai . . . . . . . . magar app pooray karachi mai hum ko ghoomtay phirtay dekh sakti hai . . . . . . . . . . . . . . or raha sawal janwar ka jo pareshan karo tu khud ko mar leta hai tu abhi tak appnay suna nahi hai tu ajj bata deta ho yah Janwar mai ho nah :) abb pata chal geyah nah . . . . . . .. . . wesay miss shairni app ko CAFE pasand nahi ayah . . . . . kafi ajeeb laga kyun kay mostly logo ko cafe boohat pasand ata hai . . . . . . or raha baat health n relation ka tu woh ALLAH ka shukar hai humhari theek thaak hai :)
anywaz abb chaltay hai , hae a good time around mem sahab . bye