B G aik baat kahon mind mat karna mashAllah bahut acchi hain but aap jis terha in logo say baat karti hain woh tareeka accha nahi mana ke yeh log mazaq kuch ziyada kartay hai kuch ulta sidha bhi boltay hain but yeh log bore nahi hain ..our aap tu mashAllah say kafi acchi terha baat karti thin sab say but last kuch weeks say main dekh raha hon kafi change ho gai hain aap ..ager koi baat bori lagi ho tu i m sorry but mare dil main jo hai main nay kah diya !
Barbie doll - - - - mai tu app ko serf bata raha tha kay buray insano ka bura he ho ga in the end :( manay tu app ko tu kuch nahi bola tu phir app asa lag raha hai kay kese Fish ko pani say nekal kar zameen par chor deyah ho :p