My Most Fav.

Re: My Most Fav.

Muhabbat her kisi ke liye compitable nahin hoti.. her kisi ko apne pasand ke shakhs ki muhabbat chahiye hoti hai, wo na mile to koi aur muhabbat madawa nahin kar sakti.. shayad iss liye.

Muhabbat insanon main paida hone wala jazba hai… wo insan kam zarf bhi ho sakte hain aur aala zarf bhi… muhabbat kisi ka zarf dekh kar warid nahin hoti